|
Chand Ka Tukda Lyrics - Artist : Kakkar, Tony
Duniya kehti tumko chand ka tukda
Duniya kehti tumko chand ka tukda Na samajh hai wo unhein pata nahin Na samajh hai wo unhein pata nahin Ke chand tumhaara hai tukda Duniya kehti tumko chand ka tukda Na samajh hai wo unhein pata nahin Na samajh hai wo unhein pata nahin Ke chand tumhaara hai tukda Duniya kehti tumko chand ka tukda Ghar se na niklon tum kabhi bhi shaam ko Bhool jaayenge log dekhna chand ko Bina shringaar kitna chehre pe noor hai Mehkhano mein bhi nahin wo naino mein suroor hai Naino mein suroor hai Nahin dekhna taj mahal ab Dekh liya tera mukhda Na samajh hai wo unhein pata nahin Na samajh hai wo unhein pata nahin Ke chand tumhaara hai tukda Duniya kehti tumko chand ka tukda Sooraj ki laali teri honthon pe rehti hai Nadiyan deewani tere ashkon se behti hai Sangmarmar sa badan khuda ne taraasha hai Tujhe kya pata tera samandar bhi pyaasa hai Samandar bhi pyaasa hai Shringaar ki nahin zaroorat kitna sundar mukhda Na samajh hai wo unhein pata nahin Na samajh hai wo unhein pata nahin Ke chand tumhaara hai tukda Duniya kehti tumko chand ka tukda |
Copyright © 2009-2024 |