|
Matlabi Yariyan Lyrics - Artist : Kakkar, Neha
Kyun beech mein yeh deewarein hain
Badhne lagi yeh dararein hain Hai wajah, kuch wajah In dooriyon ke ishare hain Samundar mein doobe kinare hain Har jagah, har jagah Soyi nazar mein sau dard jaage Bikharti gayi main jod jod dhaage Haariyan Yaara matlabi thi teri yariyan Haariyan Yaara matlabi thi teri yariyan Yariyan Yaara matlabi thi teri yariyan Ishq mein thi kitni khaamiyan Bas mili hain badnaamiyan Ishq mein thi kitni khaamiyan Bas mili hain badnaamiyan Dil ke musafir ne dekhi hain Har pal nakaamiyan Saare khwaab toote aankhon ke aage Bikharti gayi main jod jod dhaage Haariyan Yaara matlabi thi teri yariyan Haariyan Yaara matlabi thi teri yariyan Yariyan Yaara matlabi thi teri yariyan Jhoothi sajna ki yaari Jhoothi thi woh daavedari Jhoothi nikli dil'on ki saude baaziyan Jhoothi sajna ki yaari Jhoothi thi woh daavedari Jhoothi nikli dil'on ki saude baaziyan Haariyan Yaara matlabi thi teri yariyan Haan... Haan... Haariyan Yaara matlabi thi teri yariyan |
Copyright © 2009-2024 |