Lyrics Labs
Hum Tum Lyrics - Artist : Kakar, Sukriti
Yaadon mai tu hai
Haan bas tu he
Kaise yeh jaadoo kiya
Hoon mai adhoori
Tu hi zaroori
Bin tere lagge na jiya
Nasha sa teri aakhon mai baaton mai
Tu jeene ki vajah
Mazza na inn sooni sooni raaton mai
Aaja na yun na tadpa

Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin ghum mahiya
Mai tere bina ghum sum
Najane tunne aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin ghum mahiya
Mai tere bina ghum sum
Najane tunne aisa kya kiya

Jau na kabhi tujhe chodke sajna
Ek pal ke liye bhi door
Tere saath mujhe hai chalna
Jahan jahan le jaaye tu
Mai khoyi khoyi hoon
Na soyi soyi hoon
Jab se tu hai milla
Chupa kahan tha tu
Zara bata de tu
Tujhpe rahoon mai fidaa
Nasha sa teri aakhon mai baaton mai
Tu jeene ki vajah
Mazza na inn sooni sooni raaton mai
Aaja na yun na tadpa

Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin ghum mahiya (Mahiya)
Mai tere bina ghum sum
Najane tunne aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin ghum mahiya
Mai tere bina ghum sum
Najane tunne aisa kya kiya

Kaisi hai yeh betaabiyaan
Badne do nazdeekiyaan
Tere bina har lamha
Kaise jiyu mai tu bata

Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin ghum mahiya
Mai tere bina ghum sum
Najane tunne aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum
Ho jaye kahin ghum mahiya
Mai tere bina ghum sum
Najane tunne aisa kya kiya

Copyright © 2009-2024
Privacy policy - DMCA Policy - Contact Us