Lyrics Labs
Jaana Jaana Lyrics - Artist : Gajendra Verma
Kehta hun kya, karta hai kya
Dil mera mera na raha
Hai ik dhun si har jagah
Bas jaana jaana jaana

Ye na samajh na samjhe
Kuchh tere siva
Sau dardon ki ek dawa
Bas jaana jaana jaana

Ke chup ke chup ke tujhko
Dekha karta hai ye
Na jaane kab se jaana tujhpe
Marta hai ye

Samjhaya maine sau dafaa to
Bigaad gaya
Ke baccho jaise ab to
Zidd karta

Kehta hun kya, karta hai kya
Dil mera mera na raha
Hai ik dhun si har jagah
Bas jaana jaana jaana

Ye na samajh na samjhe
Kuchh tere siva
Sau dardon ki ek dawa
Bas jaana jaana jaana

Ye chori chori tera pichha karna
Raahon me kahin mil gaye to darna
Main baitha rahun
Unn jagho pe jaane ja
Jahan se tera hota hai guzarna

Yahin hai fasaana, fasaana
Tera naam likhna apne sang
Likh ke phir mitana, mitana
Phir likhna aur mitana

Kehta hun kya, karta hai kya
Dil mera mera na raha
Hai ek dhun si har jagah
Bas jaana jaana jaana

Ye na samajh na samjhe
Kuchh tere siva
Sau dardon ki ek dawa
Bas jaana jaana jaana

Copyright © 2009-2024
Privacy policy - DMCA Policy - Contact Us