|
Abbu Lyrics - Artist : Bantai, Emiway
Aaj main jo kuch bhi hoon
Sabki wajah mere abbu Sabse pyara aur sabse alag tu Boht pyar tujhse lekin parantu Nahi karta vyakt kyun ki Khud main magan hoon Dikhata hu aisa lekin dharti gagan tu Kash kar pata undo kyun ki life meri jhando Jaisa karta pehle baat ab bilkul vaisa nahi hai Papa khush mere aisa kuch shot nahi hai Jo galat hai woh sahi hai, Jo sahi hai woh nahi hai Jo nahi hai woh nahi leta our kitna chahye tujhe Parshaniyan har baat pe dheyaan diya Mujhe tune geyaan diya han tujhko maan liya Tuhi dost tuhi pyar tuhi baap Tuhi woh mujhe jo banna hai Tu meri zinagi ka wo aik kitaab hai Jiska maine parhna har aik paana hai Main baap banna chahta hoon Main baap banna chahta hoon Main baap banna chahta Tere jaisa, tere jaisa Ankhein naam hoti meri jab dekhu Main tere chehre ko Chehre pe tere udasi toh takleef hai mereko Par kyun hum main tujhse kehna chahta hu rehne do Bas karo abbu aaj mujhe kuch kehne do Suno! samjh geya halat ko tere Zindagi main tere par tere Zimmedari ko leke chale tu savere Kaam pe nahi jeeta tu aram se nikal chuka hai Dhyaan se tere kaise jeeta khud ke liye Khud se liye tune itne saare bojh Tu bhi karna chahta maujh tu bhi ghumna chahta roz Mehengi car mein par yaad mein ghume tere Woh baatein jo batein tujhe jeene se rokke Haan peene se rokke mehnge drinks There's no fling there's no bling there's no ring Sirf aik normal sa shirt khudke liye kam kharch Paleekis khata peeta our jeeta jaisa khush hai Tere liye hu kharha gam baata kar tu mujhse Main baap banna chahta hoon Main baap banna chahta hoon Main baap banna chahta Tere jaisa, tere jaisa Abbu chahta hu main sirf teri khushi Phir se lana chahta hu main teri wo hansi Jo hansi boht pehle thi par ab nahi Han mera abbu ab bhi young pucho kon fasi kon-kon Boht hard boht billa jo main kharha akela Abbu bole main pichhe tere beta tu kar bismillah Shukar Allah jo mile mujhe tum wallah-wallah Tune samjhaya kiya asli kiya nalla Tere raste pe chala jaisa som sai Allah Mere sath do is kam pe nahi ghumna chahta vella Kyun ki wella tha main pehle boht Nahi samjhata tha main chot Mehnat ki han mere abu ne boht mehnat ki Itne se itna hua sab kuch dilaya Main giraa pada tha usne uthna sikhaaya Haan! main aya is duniya main banna chahta tera saya Tune boht hai kamaya bari ab mera hai aaya Main baap banna chahta hoon Main baap banna chahta hoon Main baap banna chahta Tere jaisa, tere jaisa [x3] Main baap banna chahta hoon Main baap banna chahta hoon Main baap banna chahta Tere jaisa |
Other Lyrics
|
Copyright © 2009-2024 |