|
Yeh Chahatein Lyrics - Artist : Arjun Kanungo
Tu kaun hai, tu hai nasha
Tu hai zeher, tu hai dawa Yeh chahatein, yeh chahatein Main hu dhuaan, tu aag hai Tu thi kabhi, meri kahan Mazak hai yeh pyaar ka Yeh chahatein hai aafatein Hume yuhi dooba rahe Tu na jachdi mujhe but I want you Hai galat tere saath sahi kyu? Har raat farebi yeh baatein Subah hote hi pal yeh bane Dhuaan Pyaar nahi yeh bekar hai Saturday ka yeh bukhaar hai Subah chaar baje wala pyaar hai Hu main khud se khafa Bewafa, bewafa Main kaun hu tere bina Main bewafa tu hai wajah Yeh chahatein yeh chahatein Main na raha bas yeh rahe Main hu bura tu pari kahan? Mohabbat nahi yeh daag tha Yeh chahatein hai aafatien Tabahiyan yeh chahatein Pyaar nahi yeh bekar hai Saturday ka yeh bukhaar hai Subah chaar baje wala pyaar hai Tere jaise mere chaar hai Saturday ka yeh bukhaar hai Subah chaar baje wala pyaar hai |
Other Lyrics
|
Copyright © 2009-2024 |