|
Yaane Yaane Lyrics - Artist : Bollywood
Ik khushkhabri kaano kaan
Faili hai haan meri jaan Jiski badaulat jhoom utha Hai dil ka soona makaan Haaye yaane yaane yaane yaane yaane Aane ko hi hai ik mehmaan Haaye yaane yaane yaane yaane yaane Jiski peshagi hai yeh muskaan Haaye yaane yaane yaane yaane yaane Aane ko hai ik mehmaan Haaye yaane yaane yaane yaane yaane Haath aayi hai khushiyon ki khaan Ik khushkhabri kaano kaan Faili hai meri jaan Karke afsos ko rukhsat Angdaiyan leti hai qismat Maalik ki ajeeb hai azmat Itni jaldi jo huyi hai kubool dua Parchaiyan door hain humse Nazdeek hai noor kasam se Apni umeed ke dum se Masla har fakar aaj fizool hua Dil ka mehka hai muhalla Koocha koocha halla gulla Main vaari jaaun allah wallah wallah wallah Haye yaane yaane yaane yaane yaane Yaaane jashn ka hai yeh farmaan Haye yaane yaane yaane yaane yaane Jiski peshagi hai yeh muskaan Haaye yaane yaane yaane yaane Yaane yaane yaane yaane Jashn ka hai ye farmaan Haaye yaane yaane yaane yaane Yaane yaane yaane yaane Jiski peshagi hai yeh muskaan Haaye yaane yaane yaane yaane yaane Harek ko hai ik mehmaan Haaye yaane yaane yaane yaane yaane Haath aayi hai khushiyon ki khaan |
Other Lyrics
|
Copyright © 2009-2024 |