Lyrics Labs
Soch Mein Antar Lyrics - Artist : Bollywood
Soch mein antar koi nahi
Phir rai mein antar kyun hai

Hum jisko kahte hai yun hai
Wo kahte hai kyun hai

Soch mein antar koi nahi
Phir rai mein antar kyun hai

Hum jisko kahte hai yun hai
Wo kahte hai kyun hai

Mujhko lagta hai ki
Sidhi upar jaati hai
Upar dekh ke kahte hai
Wo niche aati hai

Soch mein antar koi nahi
Phir rai mein antar kyun hai

Hum jisko kahte hai yun hai
Wo kahte hai kyun hai

Soch mein antar koi nahi
Phir rai mein antar kyun hai

Hum jisko kahte hai yun hai
Wo kahte hai kyun hai

Shanti
Shanti

Haa bin dekhe hi kah dete hai
Aaksh bada neela hai
Haa baadal dekh ke main bola tha
Aaj bada geela hai

Soch mein antar koi nahi

Man mein hogi baat koi jo
Unki sir se nikli

Man mein hogi baat koi jo
Unki sir se nikli

Santi, santi sunti thi wo
Saath ke ghar se nikli

Are pothe choo ke batlaate hai
Paalak ya sarsoo hai

Raahu ke tu chandra kahan kya
Kaal sani bin hai
Panchang ko dekh ke batlaati hai
Raat hai ya din hai

Are kal ka vrat batlaade to kahti hai
Parso hai

Soch mein antar koi nahi
Phir rai mein antar kyun hai
Hum jisko kahte hai yun hai
Wo kahte hai kyun hai

Soch mein antar koi nahi
Phir rai mein antar kyun hai
Hum jisko kahte hai yun hai
Wo kahte hai kyun hai

Copyright © 2009-2024
Privacy policy - DMCA Policy - Contact Us