Lyrics Labs
Ilaahi Lyrics - Artist : Bollywood
Ilaahi... Ilaahi...
Ilaahi... Ilaahi...

Jaana chaahe baadalon ke paar bhi
Aur zameenon se jude hain taar bhi
Jaana chaahe baadalon ke paar bhi
Aur zameenon se jude hain taar bhi

Jaane talaashe hai kya ye dil parinda
Dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda
Tukde tukde hoke nadaan rehta hai zinda

Jaane talaashe hai kya ye dil parinda
Dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda

Ilaahi... Ilaahi...
Ilaahi... Ilaahi...
Ilaahi... Ilaahi...

Sapne mere aise toote jaise dhaare tere
Ab ke aankhein aise barsi'n baadal haare tere
Mere haathon se kyon gir gayi har duaa
Sabka hai tu Khuda kyun na mera huaa

Ilahi... Ilahi...
Ilahi... Ilahi...

Apne haathon ujde hain hum
Shiqwa bhi kya karein
Zarra zarra bikhre hain hum
Jode se kya judein

Hum woh padh na sake
Jo bhi tune likha
Chal hatheli se ab
Ye laqeerein mita

Ilaahi... Ilaahi...

Jaane talaashe hai kya ye dil parinda
Dhoonde hai ghar ka pata ye dil parinda
Tukde tukde hoke nadaan rehta hai zinda

Jaane talaashe hai kya ye dil parinda
Dhoonde hai ghar ka pata... ye dil parinda

Copyright © 2009-2024
Privacy policy - DMCA Policy - Contact Us