|
Heer Tu Meri Lyrics - Artist : Bollywood
Yeh jo hai tere mere darmiyan
Ishq ki hai yeh gehri sardiyan Dil mera keh saka na alvida Kuchh alag teri meri yaariyan Meri aankhon mein tera Aaina chhupa sa hai Lamha ye tera mera Kuchh roka roka sa hai O soniyo... Aasmani yeh chehra Kis kadar gehra hai Faaslon ka samandar Ba-khuda keh raha hai O soniyo... Heer tu meri ranjhana main tera Heer tu meri ranjhana, main tera Aaye zindagi mein ho yun Ab na jaana tum kabhi Kehkasha is mohabbat ka Tera mera hai yahin Hai tumhari adaon ka maara Kare kiya mera dil, mere humnawa Sama yeh kare bekarari si dil mein Yeh dil toh mera tere bin maane na Heer tu meri ranjhana, main tera kafir nahi main mujhe tha yakeen Tum sa milega koi humnashi Yaadon ka kafila huya ajnabi Kare bekhabar ab mujhe har ghadi Yeh jo hai tere mere darmiyan Ishq ki hai yeh gehri sardiyan Dil mera keh saka na alvida Kuchh alag teri meri yaariyan Meri aankhon mein tera Aaina chhupa sa hai Lamha ye tera mera Kuch roka roka sa hai O soniyo... Aasmani yeh chehra Kis kadar gehra hai Faaslon ka samandar Ba-khuda keh raha hai O soniyo... Heer main teri raanjhanaa tu mera Heer tu meri ranjhana, main tera |
Other Lyrics
|
Copyright © 2009-2024 |