|
Main Teri Yaadon Mein Lyrics - Artist : Arijit Singh
Main teri yaadon mein khoya
Main teri yaadon mein uljha Main teri yaadon mein khoya Main teri yaadon mein uljha Teri yaadon ka hai samaa Tere bin main, main na rahaa Teri yaadon ka hai samaa Tere bin main, main na rahaa Shaam-o-seher kaise Lagte zeher jaise Tere bagair aise o… Socha nahin kaise Hoon darbadar jaise Hogi basar aise o… Khamoshiyan hain khata meri Tanhaiyan hai sazaa meri Samjha rahi hai ye dooriyan Teri meri nazdeekiyaan Haan teri yaadon ke gham hain Hai teri yaadon ki khushiyaan Haan teri yaadon ke gham hain Hai teri yaadon ki khushiyaan Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha Sabko khabar hai ye Meri seher hai tu Kya bekhabar hai tu o… Itni zara si toh Haan hai tujhe kehni Kehde nazar se tu o… Kya itni hai majbooriyan Kyun itni naa manzooriyan Ik mukhtasar si baat hai Phir zindagi bhar ka saath hai Main teri yaadon mein jaaga Main teri yaadon mein soya Main teri yaadon mein jaaga Main teri yaadon mein soya Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha |
Other Lyrics
|
Copyright © 2009-2024 |